🌙 Har Din Allah Ki Taraf Ek Qadam 🌙
Duniya ki zindagi chand din ki hai, lekin Aakhirat hamesha ke liye hai. Isliye har din apni namaz ki hifazat karein, Qur'an ki tilawat karein aur Allah se tauba karte rahein.
Yaad rakhiye, Allah Ta'ala kabhi bhi apne bande ko mayoos nahi karta. Agar dil pareshan ho, to Allah ka zikr kijiye. Sukoon sirf Allah ki yaad mein hai.
" par